Best Sad Urdu Poetry

Many peoples like to read Sad Urdu Poetry. Sad poetry is a way to express your feelings of sorrow and sadness. Such feelings are part of life that every person experiences in his daily life. The best part of expressing your true sad feelings is that you listen, read, or share sad poetry. Almost every poetry lover has a special collection of sad poetry.

In life, it is usual to get sad feelings off and on. But it depends on us how we handle our tragic circumstances. Some people keep themselves engaged in darkness and loneliness to overcome their sadness. Some people get relief by listening to Sad Poetry in Urdu. This is a common process that is faced by almost every person when he feels sad or alone.

You can read or write sad poetry and let others feel the same way. Making sad poetry in Urdu is considered a great medium for expressing our emotions to the world. The best way to express your pure feelings is in the form of poetry with your native language.

Urdu Sad Poetry Pictures provide you with the right direction to penalize your feelings and thoughts in simple words. Sad Poetry in Urdu is a platform that talks to your emotional saga and gives you relief in your obstacles too.

Sad Urdu Poetry

Sad poetry in Urdu is very popular both in Pakistan and India. The history of poetry in Urdu dates back to the 13th century. Amir Khusrau (1253-1325) is considered to be the first poetry sad love. Mir Taki Meer became very popular in the 18th century and is still regarded as the best love poems of all time.

In the 19th century, Mirza Asadullah Khan Ghalib became very popular and wrote some famous sad pics and ghazals. His classical poems are still very popular in South Asia and it is also translated into many other languages. Allama Iqbal got wide popularity especially due to his philosophical and youth-oriented sad poetry pics.

He is also the national poet of Pakistan. In the modern age, Poets like Ahmed Faraz, Parvin Shakir, Faiz Ahmad Faiz, Mohsin Naqvi, Habib Jalib, and Munir Niyaz have also become popular.

There are some notable poetry collections that are popular among the general public of English poetry. The sad Shayari has been taken according to this incident. All the above-mentioned poets and their writings are also said as Ever-Green representation of emotions and feelings.

Urdu Sad Poetry Pictures got popularity since Mirza Ghalib Urdu’s sad poetry of Mirza Ghalib reflects his broken heart, the misery of society, and the trauma in his life. Mir Dar, Mir Taki Mir’s Urdu Shayari in Urdu is yet another example of a collection of Urdu Sad Poetry. The trend of Urdu sad poetry gained popularity during that time and overtime changed various forms.

Ba Mohazzab Hai Zindagi Apni

Ba Mohazzab Hai Zindagi Apni

Ba Mohazzab Hai Zindagi Apni
Diya Apna Hai Roshni Apani
Sar Pe Topi Hai Haath Me Hai Qalam
Kitni Dilkash Hai Sadgi Apni
Mazhab O Zat Ki Nahi Hai Khabar
Kitni Pakeezah Dosti Apni
Jhooth Aaye Kabhi Zaban Pe Na
Qaem Rakhni Hai Bartari Apni
Dusron Se Mujhe Hai Kya Lena
Roza Apna Namaz Bhi Apni
Chal Bhi Sakte Hain Ur Bhi Sakte Hain
Asma Apna Hai Zameen Apni
Mai Sunata Hun Geet, Naghma,ghazal
Dhun Bhi Apni Hai Ragni Apni

Band Muthi Se Girti Rait Ki Manind

Band muthi se girti rait ki manind

Band muthi se girti rait ki manind

Bhula dia Tum ne mjhy zra zra kar k

DAR LAGTA HAI

Halat-E-Sheher Ke Guman Se Dar Lagta Hai
Aaj Insan Ko Insan Se Dar Lagta Hai.. .

Hal-E Dil Sunane Mein

Bas Ik Jhijak Hai Yehi Hal-E Dil Sunane Mein

Bas Ik Jhijak Hai Yehi Hal-E Dil Sunane Mein

Ke Tera Zikar Bhi Aaye Ga Is Fasane Mein

Badal

Sab Kuch To Hai Siwaye Achi Qismat Kay
Sath Chalne Wale Bhi Bari Jaldi Badal Gaye.. 

Koi Ibadat Ki Chah Me Roya

Koi ibadat ki chah me roya

Koi ibadat ki chah me roya,

Koi ibadat ki rah me roya,

Ajab hai Namaz- e– Muhabbat ka silsala..

Koi qaza kar ke roya, koi adaa kr ke roya

INTEZAR

Jis Simt Pe Intzar Me Hmne Saari Umar Guzar Di
Kitne Maghroor They Wo Log Jo Mudke Dekh Hi Nhi.. ….
INTEZAR

MUKADMA-E-ISHQ

Mere Mukadma-E-Ishq Ka Ajab Surat-E-Hal Tha
Daleelein Khilaf Thi Magar Munsif Uska Tarafdar Tha.. ….

Chain Ki Nend

Ab Insan K Bus Main Nahi K Mera G Bahlaye
Ab To Koi Frishta He Aye K Mujhe Chain Ki Nend Sulaye

KHAT

Kabhi Khat Likhna Kabhi Khat Jalana

Kabhi Khat Likhna Kabhi Khat Jalana
Isi Kirdaar Me Dooba Hua Hu Main.. ….

TABAAH KAR DIYA

Isq Me Khoobsurat Gunaah Kar Diya
Dekha Ek Nazar To Qatlgaah Kar Diya.. ….
TABAAH KAR DIYA

Jab Ka Keh Aatish Jawan Tha

Bayan Khawab Ki Terhan Jo Kar Raha Hai

Yeh Qissa Hai Jab Ka Keh Aatish Jawan Tha

Jab Ka Keh Aatish Jawan Tha

KHULI AANKHON SE SONA

Na Raaton Me Neend Hai Na Khawab Hai
Khuli Aankhon Se Sona Kitna Duswaar Hai.. ….

Khamosh

Dekho Kitna Hum Khamosh Ho Gay Hain  Zaid
Apna Sans Bhi Sunine Ke Qabil Na Raha.. ….
KHAMOSH

MAUT

Saz-E-Dil Me Irtiaash Si Hone Lagi Hai
Jo Maut Mere Pahlu Me Aakar Baithi.. ….
MAUT

Sad Poetry Status

Apna Toh Yeh Kaam Hai Bhai Dil Ka Dard Jalate Rehna,

Jhaag Jhaag Kar Un Raaton Mein Shair o Geet Gaate Rehna

Madhosh Na Kar Mujhko Apna Husn Dekha Kar,

Mohabbat Agar Chehre Se Hoti Toh Khuda Dil Na Banata

Khuda Dil Na Banata

Uss Ko Yaad Naa Hoga Hamara Chehra Bhi,

Tamam Shayari Hum Jis K Naam Karte Hain

Namaish Karne Se Chahat Barh Nahi Jati,

Mohabbat Woh Bhi Karte Hain Jo Izhaar Nahi Karte

Haye Hum Jaise Bekar Log,

Ruth Bhi Jayein Toh Koi Manana Nahi Aata

Haye Hum Jaise Bekar Log

Tum Gairon Ki Baat Karte Ho Hum Ne Apne Bhi Azmaaye Hain,

Log Kaanton Se Bach K Chalte Hain Hum ne Phoolon Se Zakham Khaye Hain

Kitaabein Bhi Bilkul Meri Zaat Jaisi Hain,

Alfaaz Se Bharpur Magar Khamosh

Apni Shakhsiyat Ki Kya Misaal Du Yaaro

Na Jaane Kitne MashHoor Ho Gaye

Mujhe Badnaam Karte Karte

Apni Shakhsiyat Ki Kya Misaal Du

Itna Bhi Gumaan Na Kar

Apni Jeet Par Ae Bekhabar,

Sheher Mein Teri Jeet Se Zyada,
Charche To Meri Haar Ke Hain

Saif Andaz e Bayaa’n Rang Badal Deta Hai,

Warna Duniya Mein Koi Baat Nayi Baat Nahi

Badan Ki Qurbat Ko Toh Mil Jaate Hain Log Hazaron,

Maine Aik Shaks Ko Chuna Tha Sirf Mohabbat Ke Liye

Sad Poetry Status

Sad SMS In Urdu

In recent times the trend has changed a bit, but it is not new because the trend changes gradually over time. Now a day people prefer sad poetry images instead of sad SMS in Urdu. This is because it is an era of social media and people often use social media sites. For Facebook or WhatsApp, people demand sad poetry quotes. In a way, it is also good because it saves a lot of time for people because they get sad quotes or Najm in the two lines’ poems, which also saves their time. There is a sad poetry download for users and enjoy now.

Hum ko Khushi Mili bhi to Kahan Rakhein gy Hum
Ankhon mein Hasratein Hain or Dil mein Kesi ka Gum

kahan milti hai wafa in matti k haseen insanoon se
yeh log bina matlab k ALLAH
ko b yad nai kerty .

Sad Urdu poetry

FAQs

How To Write Poetry?

This question is one of those that are asked by almost every sad poetry lover. It is not an easy process to write about something especially in the form of poetry. The writer would have to go in some kind of darkness and write his pure feelings at that time. In this way, you can also write some pure and attractive sad poetry in Urdu.

What Is Poetry?

It is a special type of literature in which you only define your pure feelings in a proper manner. It is that type of expression of emotions in which you not only tell about your feelings but enforce the reader to feel that pain.

How To Read Poetry?

Some people read poetry as they are reading a story. But it is not right to read this literature like this. You should not only read this but also feel the pain and feelings behind the words of the writer. You will definitely enjoy sad poetry with this listening and thoughts.

What Is Lyric Poetry?

Lyric poetry is a special type of poetry in which a person speaks and tells his personal feelings. This kind of poetry is spoken in the first person. Such kinds of verses do not have songs like lyrics but they have magical impacts on the listener with pure feelings.